Kaya
Kaya kalp ki kaya ho
Ya keval ek maya ho
Ho es brahamand ki ek adbhut
Ya ho Mahaswaroop ki ek doot
Phulon se tum sunder
Chandra kirno si komal
Khile kamal si tumhari muskan
Sangeet si madhur tumhare swar
Pariyon ke ghar se aayi ho
Lakhon khushiyan layi ho
Hum denge tumhe apna sara pyar
Jabtak nahi chhodenge ye sansar
Ya keval ek maya ho
Ho es brahamand ki ek adbhut
Ya ho Mahaswaroop ki ek doot
Phulon se tum sunder
Chandra kirno si komal
Khile kamal si tumhari muskan
Sangeet si madhur tumhare swar
Pariyon ke ghar se aayi ho
Lakhon khushiyan layi ho
Hum denge tumhe apna sara pyar
Jabtak nahi chhodenge ye sansar
Labels: Hindi Poems, Poems in St. Petersburg
2 Comments:
Nice, Abhay! You are skilled in Hindi too, I see. :)
Here's wishing you a wonderful 2008!
Thank you so much Bhaswati! Sometimes overwhelming feelings can only be expressed in the native tongue I think...
I think I gave a good try...
Wish you a very promising New Year 2008!
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home