Ma (mother)
Jivan paya ma se
Pahle bahut dur tha is jahan se
Phir ma hi meri jahan thi
Har khushi har kalpana thi
Phir main badhata gaya
Uski sanso se dur hat ta gaya
Ab sari jahan hai mere samane
Par ma kahan hai mere samne
Naye rishte naye rivaz ban gaye
Purane riste rivaz badal gaye
Naye-purane ka ahsas ho gaya
Jindigi ka ek lamha dhal gaya
Ma ki yade to hain par purani hain
Naye dosto ki bate muhjabani hain
Shayad aise hin jindagi gujar jayegi
Nai dastane phir purani ban jayegi
Ek jahan paya to dusra kho gaya
Mussalam kuchh bhi nahi paya
Kuchh yade yahan kuchh wahan
Tukdo me jahan- tahan
Jindgi dhalti ja rahi hai
Ma ab nahi hai,
Uski god bhi nahi hai
Kahan soun , badi tej nind aati hai?
Pahle bahut dur tha is jahan se
Phir ma hi meri jahan thi
Har khushi har kalpana thi
Phir main badhata gaya
Uski sanso se dur hat ta gaya
Ab sari jahan hai mere samane
Par ma kahan hai mere samne
Naye rishte naye rivaz ban gaye
Purane riste rivaz badal gaye
Naye-purane ka ahsas ho gaya
Jindigi ka ek lamha dhal gaya
Ma ki yade to hain par purani hain
Naye dosto ki bate muhjabani hain
Shayad aise hin jindagi gujar jayegi
Nai dastane phir purani ban jayegi
Ek jahan paya to dusra kho gaya
Mussalam kuchh bhi nahi paya
Kuchh yade yahan kuchh wahan
Tukdo me jahan- tahan
Jindgi dhalti ja rahi hai
Ma ab nahi hai,
Uski god bhi nahi hai
Kahan soun , badi tej nind aati hai?
(This is my first poem in Hindi)
5 Comments:
namaste abhay, aapaka hindi me pahla prayaas achcha hai..shubhakaamanaaye..
Bahut ,bahut dhanyabad!
Rachana Ji....
best wishes!
Just stopping in to say hi and that I hope all is going well with you.
Sara
Hi Sara,
all is well ...only that i am deep into work...lodes of work...and little energy is left at the end of the day to blog...
How are you?
cheers
abhay
I hardly can understand, but I'm sure it's beautiful. :)
There has been some time since my last visit,Abhay.I am back to Portugal for now.
I hope you're doing well.
Best wishes,
Kareena ;)
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home